Free Consultation

+91-99504-20009

Send Email

premvivahsolution@gmail.com

Kaal sarp dosh door karne ke upay

Kaal sarp dosh door karne ke upay < Kaal sarp dosh nivaran at home, “Jis Bhi Aadmi Ki Kundli Me Kaalsarp Dosh Hota Hai Use Apne Jivan Me Anek Problem Ka Samna Karna Padta Hai. Isi Vajah Se Ise Ashub Yog Mana Jata Hai. Agar Kisi Aadmi Ke Pass Apni Janam Kundli Na Ho To Aur Use Baar-Baar Snack Se Jure Sapne Aaye To Samjhna Chahiye Ki Use . Kaalsarp Dosh Hai Kaal Sarp Dosh Door Karne Ke Upay

Kaal sarp dosh nivaran at home

  • Yadi koi sapne me dekhta hai ki snack uski or aa raha hai ya uska picha kar raha hai to yeh kaalsarp dosh ka sanket hai.
  • Yadi kisi ko sapne me water per terta hua snack dikhai de to bhi kaalsarp dosh ka sanket hi samjahna chahiye.
  • Agar aap ko sapne me udta hua yaa fir uchlta hua snack dikha bhi kaalsarp dosh ka sanket hai.
  • Jab koi sapne me dekhe ki snack ka jora uska hand-leg per lipta hua hai to yeh bhi kaalsarp yog ka sanket hai.
  • Sapne me baar-baar bhut sare snack dikhna ya khud ko unke bich dekhna bhi kaalsarp yog ka sanket hai.
  • Agar Sapne me baar-baar snack dawara kaatna bhi  Kaalsarp  dosh ka hi sanket maana jata hai.
  • Sapne me yadi 2 snack ladai karte dikhe to ise bhi kaalsarp dosh hi maannaa chahiye.

Kaal sarp dosh door karne ke upay | Kaal sarp dosh nivaran at home

  1. Market se kisi bhi gold ya silver ke vayapari se silver ke naag-nagin ka jora karide. Us jore ko river me jal parvah kar de. Sath hi eastdev se kaalsarp dosh ka ashub asar door karne ki prayar kare.
  2. Har saturday kaale kutte ko roti khilaye. Yadi kaala kutta na mile to kisi dusre kutte ko bhi roti khila sakte hai.
  3. Kisi bhi shubh tithi per subhe jaldi uthe aur nha kar ke shiv  ji ke mindir me shivling per taambe ka naag charaye.
  4. Har roj shivling per taambe ke lote se jal charaye. Jal charate samya omm namah shivaye mantra ka kaap kare. Jaap ki sankhya kam se kam 108 baar hogi to bhut hi acha hoga.
  5. Kisi garib aadmi ko kala kambal, kaali urad ka daan kare. Garib aadmi ka anadar na kare aur jaruratmand ki madad kare.

Add a Comment

Your email address will not be published.